Hindi Song Title: Yeh Sama Yeh Nazaare
Hindi Movie/Album Name:
DHAAI AKSHAR PREM KE Singer(s): BABUL SUPRIYO AND ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
--MALE--
Hey hey, aa ha ha ha ha
Ha ha, mm hm hm hm
(Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain) - 2
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
Zubaan pe, in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya hamein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
--FEMALE--
(Aji tumse jab se mohabbat hui
Hamaari ajab si yeh haalat hui) - 2
--MALE--
Tumne khata ki dil roothne ki
Tumko mili hai iski saza
--FEMALE--
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
Dua mein tumhe maangna aa gaya
Hamein raat bhar jaagna aa gaya
--MALE--
Hm hm hm, hm hm hm hm hm
--FEMALE--
Dua mein tumhe maangna aa gaya
Hamein raat bhar jaagna aa gaya
--MALE--
Sach keh rahe hain dard-e-jigar ka
Hota hai dilbar apna maza, haan
--FEMALE--
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
(Hamein baazuon mein chhupa lo sanam
Yeh chaahat hai kaisi bataao sanam) - 2
--MALE--
Darr lag raha hai madhoshiyon mein
Hum kar na baithe koi khata
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
--FEMALE--
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
Hum kasam se tumhaare ho gaye hain
--MALE--
Rehta hai dil jaane kahan
Betaab se hum hain yahan
--FEMALE--
Zubaan pe in labon pe bas tera naam hai
Begaane is jahan se kya hamein kaam hai
Yeh sama yeh nazaare kho gaye hain
--MALE--
Haan hum kasam se tumhaare ho gaye hain
--FEMALE--
Aa ha, aa ha ha ha ha
Aa aa, aa aa aa aa
--MALE--
Hey hey, aa ha ha ha ha
Hey hey, mm hm hm hm
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song