Hindi Song Title: Taaza Taaza
Hindi Movie/Album Name:
KYA DIL NE KAHA Singer(s): SHAAN AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--MALE--
Ek ladki beqaraar hai, roothe baar baar hai
Jhootha gussa, sachcha pyaar hai
Ab aage kya kahoon, aaj somvaar hai
Come on Esha
(Hua yeh kya kya kya, Esha
Kahoon main kya kya kya, Esha) - 2
Taaza taaza, baheka baheka
Maamla zabardast, teri adaayein hain mast
Hey, taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, hey teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, teri adaayein hain mast
Taaza taaza, baheka baheka
Maamla zabardast, haai teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, o teri adaayein hain mast
--FEMALE--
(Yaari teri yaari pyaari hai mujhe
Par hatke main hoon ladki, kabhi chhoona na mujhe) - 2
--MALE--
Upar se hai naa naa, andar se hai haan
Saaya hoon main saaya, tu jaayegi kahan
--FEMALE--
Aaju baaju aata hai kyoon
Yeh nahin sharaafat, arre mere iraade hai sakht
--MALE--
Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, hey teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, hey teri adaayein hain mast
Hey hey, hey hey, hee hee hee, hey hey hey
Masti ka hai mauka, aaja paas mein
Kisne tujhko roka, garmi hai saans mein
--FEMALE--
Solah main tu satra, simple baat hai
Arre duniya kya kahegi, tera chanchal saath hai
--MALE--
Aankhen meeche aaja peechhe
Pyaar hai zaroorat
--FEMALE--
Achchha?
--MALE--
O teri adaayein hain mast
Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, o teri adaayein hain mast
Chal chalenge chaandni mein
Chhod de nazaakat, haai teri adaayein hain mast
Taaza taaza baheka baheka
Maamla zabardast, haai teri adaayein hain mast
--BOTH--
La la la la, la la la la, la la la la la la la
La la la la la la la la la
--MALE--
It's mast!
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song