Hindi Song Title: Sharma Ke Badlon Mein Chanda
Hindi Movie/Album Name:
CHOR AUR CHAND Singer(s): S.P. BALASUBRAHMANYAM, ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai
ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai....
sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai
ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai....
sharmaa ke baadlon mein....
sapnoN mein khoye huye hain ham donon sapnon ke raahi -2
ham ne kiyaa pyaar kitnaa, degaa yahi to gavaahi..
chaahat ka lamhaa lamhaa, likhtaa ye jaa rahaa hai
ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai....
sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai
sharmaa ke baadlon mein....
sadiyon se ye dekhtaa hai, milnaa dilon se dilon kaa -2
letaa hai phir kyun sahaaraa, udte huye baadlon kaa
chupke se kyun na dekhe, iski yahi adaa hai
ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai....
sharmaa ke baadlon mein chandaa kyun chhup rahaa hai
ham pyaar kar rahein hain, shaayad use pataa hai....
sharmaa ke baadlon mein
ham pyaar kar rahe hain
sharmaa ke baadlon mein
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song