Hindi Song Title: Rabba Pyaar Se Milla De
Hindi Movie/Album Name:
TALAASH Singer(s): VASUNDHRA DAS
Hindi Lyrics:
(Main Masti Main Mastani Hoon
Is Duniya Se Aanjani Hoon)..(3)
Main Jis Ke Liye Deewani Hoon
Woh Chehra To Dekhla De
Rabba Pyar Se Mila De..(4)
Dil Ko Tere Chain Kahin Hain Bechaini Tadpaati Hain
Tanhaayi Mein Aab To Mujhko Yaad Usi Ki Aati Hain
Use Dhoond Rahin Hain Meri Nazar
Mujhko Uski Nahin Hai Koi Kabhar
Na Jaane Woh Ab Hoga Kidhar
Is Dil Ko Koi Batade
Rabba Pyar Se Mila De..(4)
Sari Duniya Ki Aankhen Hain Meri Shok Jawani Pe
Har Deewane Ka Dil Paagal Hai Is Roop Ki Rani Pe
Koi Dil Se Ishq Jaatata Hai Koi Door Se Paas Bulaata Hai
Koi Mujhpe Jaan Lutata Hai
Main Kaise Bachoon Samjha De
Rabba Pyar Se Mila De..(4)
Hindi Song Title: Rabba Rabba Pyar Vyar
Hindi Movie/Album Name:
MAUSAM Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Takna,
Arrey Gori Tera Gori Tera Takna (3)
Rabba Rabba Pyaar Vyar Se Mein To Tha Anjaana Re
Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna...) 2
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna...)
Raaste Mohabbat Ke Yeh
Maine To Dekhe Na The
Tumne Bataya To Mein Chalne Laga
Aadhe Adhoore Hum The
Daaman Mein Kitne Ghum The
Tum Jo Mile To Sab Badalne Laga
Dil Mein Hain Bas Tu Hi Tu
Ab Dil Se Door Na Jaana Re
Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
Aaya Na Koi Milne Khwaabon Mein Isse Pehle
Neendein Uda Hi Gaya Aana Tera
Haalat Hain Ab Ye Meri Sapno Mein Surat Teri
Tumse Hi Sikha Maine Jeena Hain Kya
Pyaar Mohabbat Kasme Vaade
Kya Hain Ye Batlana Re
Arrey Tune Pyaar Se Dekha Aaise Mein Hua Deewana Re
(Takna...)
O, Rabba Rabba Pyaar Vyar .... Deewana Re
(Takna..
Hindi Song Title: Rabba rabba rabba rabba
Hindi Movie/Album Name:
AKS Singer(s): VASUNDHARA DAS AND SUKHWINDER SINGH
Hindi Lyrics:
--MALE--
Piya
--FEMALE--
(Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba
--MALE--
(Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba) - 2
--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba - 2
--MALE--
Piya, piya, piya paapiya
--FEMALE--
Piya paapiya, diya, gham diya
Aa rula de mujhe, aazma le mujhe
--MALE--
Piya paapiya, diya gham diya
--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
--MALE--
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
Piya, piya, piya paapiya
--FEMALE--
Aa kabhi tu bhi aa, aa kabhi taras kha
Pyaasi hai jaan meri, mausamein baras jaa
--MALE--
Piya paapiya, diya gham diya
--FEMALE--
Saari duniya ke hai sang hi main akeli
Rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba rabba
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
--MALE--
Ve yaara da koi naiyyo
Rabba rabba rabba rabba, rabba rabba rabba rabba
Dhum tanana tana...
Piya, o piya piya piya
Piya piya, piya piya, piya piya
Ho paapiya, paapiya, paapiya, o
Hindi Song Title: Rabba
Hindi Movie/Album Name:
ANKHIYON SE GOLI MAARE Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Rabba Ho Rabba Kudi Punjaban
Tauuba Ji Tauuba Ankh Bangalan
Kar Gayi Jaadoo Tona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona
Rabba Ho Rabba Munda Gulabi
Tauba Ji Tauba Ankh Sharabi
Kar Gaya Jaadoo Tona Ne Mundiya
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Mundiya
Tumsa Nahin Koyi Hona
Masti Hi Masti Hai Aankhon Mein Teri
Yeh Dil Behekne Laga
Hai Yeh Nashili Chaahat Ki Raahein
Main To Fisalne Laga
Aayi Jawani Huvi Main Deewani
Jaane Mujhe Kya Hua
Chori Se Chupke Se Nazren Bachake
Tu Dil Mera Le Uda
Milne Hi Wali Hai Dono Ki Kundli
Aane Hi Wala Hai Dil Woh Salona
Kar Gaya Jaadoo Tona Ne Mundiya
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Mundiya
Tumsa Nahin Koyi Hona
Ladka Kunwara Lagta Hai Pyaara
Banja Mera Tu Sanam
Saari Umr Main Teri Rahoongi
Kehti Hoon Teri Kasam
Oh Jaane Jaana Hua Mein Deewana
Tujhpe Fida Ho Gaya
Pehli Dafa Jo Dikha Tujhe To Khona Tha Main Kho Gaya
Kya Sochta Hai Gale Se Laga Le
Milna Hai Mujhse To Kholke Milo Na
Kar Gayi Jaadoo Tona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona
Rabba Ho Rabba Kudi Punjaban
Tauuba Ji Tauuba Ankh Bangalan
Kar Gayi Jaadoo Tona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Baliye
Tumsa Nahin Koyi Hona Ni Mundiya
Tumsa Nahin Koyi Hona
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Chal Mahiya Chal Mahiya Hai Sola Tera Chal Mahiya
Hindi Song Title: Rabba (Agony and Ecstacy Mix)
Hindi Movie/Album Name:
MUSAFIR Singer(s): KRISHNA, SUKHWINDER SINGH
Hindi Lyrics:
Krishna:
Aa…dhholna…dhholna…
Sukhwinder:
(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2
Toh pehele koyi hasaaye na rabba
Sukhwinder:
(Dil ke jo armaan the, dil mein hi reh gaye
Aashiqui jo kee toh ham, ashqon mein beh gaye) -2
Gham ka fasaana hai, dard ye puraana hai -2
Itna bhi koyi yaad aaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2
Krishna:
Ashq aankhon mein bhare hain, jigar jalta hai
Kya qayaamat hai, kya qayaamat hai
Kya qayaamat hai…
Bhari barsaat mein ghar jalta hai
Sukhwinder:
(Yahi sochta hoon kaise usko bhoolaaunga
Na woh kabhi aayegi na, usse bhool paaunga) -2
Jeene ka thheekaana hai na, marne ka bahaana hai -2
Itna bhi koyi bhi sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -3
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Pehele koyi hasaaye
Hindi Song Title: Rabba Mere Rabba Rabba Rabba
Hindi Movie/Album Name:
MUJHE KUCH KAHNA HAI Singer(s): SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Is Pyar Ko Main Kya Naam Do
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Is Pyar Ko Main Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Tanhaai Betaabi Teri Saugaate Hai
Mere In Hoton Pe Bas Teri Hi Baaten Hai
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba
Kuch Na Kahe Paane Ki Yeh Kya Majboori Hai
Nazdeek Rehke Bhi Yeh Kaisi Doori Hai
Khaamosh Hoton Se Kya Paigam Do
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Is Pyaar Ko Mein Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba
Is Pyaar Ko Mein Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba
Aye Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba Rabba
Hadh Se Jada Teri Chahat Main Karta Hoon
Yeh Pata Nahi Tujhko Main Tujhpe Marta Hoon
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Yeh Intihaan To Dekho Mere Deewane Panki
Aawaze Sunta Hoon Main Teri Dhadkan Ki
Is Aagaaz Ko Kya Anjaam Do
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Is Pyaar Ko Main Kya Naam Do
Rabba Mere Rabba Rabba Rabba Mere Rabba
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Bechain Dil Ko Kaise Aaram Do
Is Pyar Ko Mein Kya Naam Do
Hindi Song Title: Rabba Ishq Na Hove
Hindi Movie/Album Name:
ANDAAZ Singer(s): KUMAR SANU, ALKA YAGNIK, SAPNA MUKHERJEE AND KAILASH
Hindi Lyrics:
Ishq Cheez Hai Aise Rabba
Jise Koi Saut Na Bhaaye
Koi Ishq Mein Sab Ko Mitade
Koi Ishq Mein Khud Mitjaaye
Maine Laakh Manaya Maane Na
Maine Phir Samjhaya Maane Na
Koi Khol Na Katon Pe Soye
Koi Chain Dilon Ka Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ise Aazmana Hai Mushkil Bada
Yeh Vaada Nibhana Hai Mushkil Bada
Zamane Ko Hai Ishq Se Dushmani
Yahan Dil Lagana Hai Mushkil Bada
Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane
Yeh Kya Hai Na Jaane Jo Aashiq Na Mane
Woh Pal Pal Tadapte Hi Jaave
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Kahin Is Mein Rasmon Ki Deewar Hai
Kahin Is Mein Kasmon Ki Taqraar Hai
Koi Bhi Ise Rok Sakta Nahin
Yeh Har Dard Sehne Ko Tayaar Hai
Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde
Yeh Badnaam Kar De Saare Aam Karde
Yeh Khwaab Na Koi Sanjoye
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ho Rabba Ho Rabba Ho
Kabhi Ishqpe Zor Chalta Nahin
Yeh Mausam Hai Woh Jo Badalta Nahin
Khuware Mein Iske Behak Jaaye Dil
Sambhale Se Bhi Sambhalta Nahin
Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai
Nasha Hi Nasha Hai Na Poocho Ke Kya Hai
Shola Shabnam Ko Dekho Bhigoye
O Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Maine Lakh Manaaya Maane Na
Maine Phir Samjhaya Maane Na
Koi Khol Na Katon Pe Soye
Koi Chain Dilon Ka Na Khove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Rabba Ishq Na Hove Ho Rabba Ishq Na Hove
Ho Rabba Ishq Na Hove Rabba Ishq Na Hove
Hindi Song Title: Rabba (Lounge Farewell To Sadness Mix)
Hindi Movie/Album Name:
MUSAFIR Singer(s): RICHA SHARMA
Hindi Lyrics:
(Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba) -2
Toh pehele koyi hasaaye na rabba
(Jaate jaate koyi meri khushiyon ko le gaya
Suni suni akhiyon ko gham, koyi de gaya) -2
Aas jo lagaayi hai, aankh bhar aayi hai -2
Itna bhi koyi, sataaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2
(Dil lene waale pe zor nahin chalta
Pyaar ka ye sikka, kahin aur nahin chalta) -2
Yaad teri aayi hai, tu harjaai hai -2
Itna bhi koyi tadpaaye na rabba
Zindagi mein koyi kabhi aaye na rabba
Aaye jo koyi toh phir jaaye na rabba
Dene ho gar mujhe baad mein aansoo…
Toh pehele koyi hasaaye na rabba -2
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song