Hindi Song Title: Nazron Ka Yarana
Hindi Movie/Album Name:
ROK SAKO TO ROK LO Singer(s): SHAAN, SUNIDHI CHAUHAN
Hindi Lyrics:
--MALE--
Hey hey hey hey hey
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana
Dil se dil takraana jhoome yeh tan mera mastaana
Main to tha bekhabar, milke tujhse magar
O rabba haai rabba, o rabba haai rabba
O rabba haai rabba, dil gaya
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana
Main to tha bekhabar, milke tujhse magar
O rabba haai rabba, o rabba haai rabba
O rabba haai rabba, dil gaya
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana
(Kadmon mein masti ke mausam liye
Tum jo mere paas aaye) - 2
--FEMALE--
Khushboo ki sheeshi giri haath se
Kaisi mahek khulti jaaye
Yeh chaman loot loon
--MALE--
Pyaar ke ghoot loon
O rabba haai rabba, o rabba haai rabba
O rabba haai rabba, dil gaya
--BOTH--
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana
Woah woah woah, woah woah woah, woah woah woah
--FEMALE--
(Ab tak kahan the mere hamsafar
Bolo kahan tum chhupe the) - 2
--MALE--
Hum to teri aarzoo mein sanam
Har do kadam pe ruke the
Ab mujhe thaam lo
--FEMALE--
Bas mera naam lo
O rabba haai rabba, o rabba haai rabba
O rabba haai rabba, dil gaya
--MALE--
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera
--FEMALE--
Deewaana
Dil se dil takraana jhoome yeh tan mera
--MALE--
Mastaana
Main to tha bekhabar, milke tujhse magar
O rabba haai rabba, o rabba haai rabba
O rabba haai rabba, dil gaya hey
--BOTH--
Nazron ka yaaraana banaaye mann mera deewaana
--MALE--
O rabba haai rabba
--CHORUS--
Rabba rabba
--MALE--
O rabba haai rabba
--CHORUS--
Rabba rabba
--MALE--
O rabba haai rabba
--CHORUS--
Rabba rabba
--MALE--
Dil gaya
--CHORUS--
Rabba rabba
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song