Bandh Mutthi Mein Dil Ko Chupaye Baithe Hain
Hai Bahana Ke Mehndy Lagaye Baithe Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Tut Ke Daali Se Haathon Pe Bikhar Jaati Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy

Yeh To Mehndy Hai Yeh To Mehndy Hai
Mehndy To Rang Laati Hain
Yeh To Mehndy Hai Mehndy To Rang Laati Hain
Tut Ke Daali Se Haathon Pe Bikhar Jaati Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Log Baago Se Ise Tod Ke Le Aate Hain
Aur Patthar Pe Ise Shauk Se Pisvaate Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Log Baago Se Ise Tod Ke Le Aate Hain
Aur Patthar Pe Ise Shauk Se Pisvaate Hain
Aur Patthar Pe Ise Shauk Se Pisvaate Hain
Phir Bhi Hothon Se Phir Bhi Hothon Se
Iski Uff Talak Na Aati Hain
Phir Bhi Hothon Se Iski Uff Talak Na Aati Hain
Phir Bhi Hothon Se Iski Uff Talak Na Aati Hain
Phir Bhi Hothon Se Iski Uff Talak Na Aati Hain
Yeh To Mehndy Hai Mehndy To Rang Laati Hain
Yeh To Mehndy Hai Mehndy To Rang Laati Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Apne Ras Rang Se Is Duniya Ko Sajana Hain
Kaam Mehndy Ka To Gairon Ke Kaam Aana Hain

Apni Khushboo Se Apni Khushboo Se
Yeh Sehra Ko Mehkaati Hai
Apni Khushboo Se Yeh Sehra Ko Mehkaati Hai
Apni Khushboo Se Yeh Sehra Ko Mehkaati Hai
Apni Khushboo Se Yeh Sehra Ko Mehkaati Hai
Yeh To Mehndy Hai Mehndy To Rang Laati Hain
Yeh To Mehndy Hai Mehndy To Rang Laati Hain
Tut Ke Daali Se Haathon Pe Bikhar Jaati Hain
Yeh To Mehndy Hai Yeh To Mehndy Hai
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Bandh Mutthi Mein Dil Ko Chupaye Baithe Hain
Hai Bahana Ke Mehndy Lagaye Baithe Hain
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Mehndy Ha Ha Mehndy Mehndy Ha Ha Mehndy
Hindi Song Title: Mehndi Lagaoongi Mein
Hindi Movie/Album Name:
MEHNDI (ALBUM) Singer(s): VIBHA SHARMA
Hindi Lyrics:
Chorus:
Yeh mehndi, yeh mehndi mehndi sagadaa di - 2
Mehndi lagaoongi main, sajnaa ke naam ki - 2
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Main sun rahi hoon yeh kaisi sadaaye
Sapnon ka saajan mujhko bulaaye
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
(Ek baar aaye to samne mere voh
Pehchaan loongi hai mere bas mere voh) - 2
Chorus:
Baatein banaaye chaahe koi samjhaaye
Par teri chaahat badlaaye
Hoga sajan tera laakhon mein ek
Anhkiyan teri muskaaye
Chaahe jo bhi ho
Parwah nahin hai mujhe kisi ilzaam ki
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Chorus:
Yeh mehndi, yeh mehndi mehndi sagadaa di- 2
(Sone ka kangna, sone ka jhumka
Taaron waali bindiya, jaalidaar ghoongta) - 2
Chorus:
Sone ka kanga, taaron waali bindiya
Uspe tera sharmaana
Sone ka jhumka, jaalidaar ghoongta,
Karenge sajan ko deewana
Chaahe jo bhi ho
Parwah nahin hai mujhe kisi anjaam ki
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Main sun rahi hoon yeh kaisi sadaaye
Sapnon ka saajan mujhko bulaaye
Mehndi lagaoongi main sajnaa ke naam ki
Kuch naa khabar mujhe ab subho shyaam ki
Hindi Song Title: Mehndi Hai Rachnewali
Hindi Movie/Album Name:
ZUBEIDAA Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
O hariyali banno
Le jaana tujhko guiyyaan aane waale hai saiyyaan
Thaamenge aake baiyyaan, goonjegi shehnaayi
Angnaayi, angnaayi
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaye maiya aur mausi, gaaye behna aur bhabhi
Ke mehndi khil jaaye, rang laaye hariyaali banni
Gaaye phoofi aur chaachi, gaaye naani aur daadi
Ke mehndi mann bhaaye, saj jaaye hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho
Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Gaaje, baaje, baraati, ghoda, gaadi aur haathi ko
Laayenge saajan tere aangan, hariyaali banni
Teri mehndi woh dekhenge
To apna dil rakhdenge woh
Pairon mein tere chupke se, hariyaali banni
Mehndi roop sanwaare, o mehndi rang nikhaare, ho
Hariyaali banni ke aanchal mein utrenge taarein
Mehndi hai rachnewaali, haathon mein gehri laali
Kahe sakhiyaan, ab kaliyaan
Haathon mein khilnewaali hain
Tere mann ko, jeevan ko
Nayi khushiyaan milnewaali hai
Hindi Song Title: Mehndi Hai Rachi
Hindi Movie/Album Name:
TUMKO NA BHOOL PAAYENGE Singer(s): JASPINDER NARULA AND SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
(Mehndi hai rachi mere haathon mein
Jhaanjhar hai bandhi mere paaon mein) - 2
O chak le mundiya chak le - 2
Nach di kudi nu chak le - 2
--MALE--
Mauka yeh diya hai rab ne
Manzoor kiya hai sab ne, ho
Mauka yeh diya hai rab ne
Manzoor kiya hai sab ne
--CHORUS--
Chak de mundiya chak de - 2
Nach di kudi nu chak de - 2
--FEMALE--
Nahin milta phir yeh mauka
Mausam hai armaanon ka
O mela hai gharwaalon ka
Swaagat hai mehmaanon ka
--MALE--
Yeh ghadi hai shagnon waali
O yeh ghadi hai shagnon waali
Hai rasam muraadon waali
--CHORUS--
Chak de mundiya chak de - 2
Nach di kudi nu chak de - 2
--MALE--
Taaron se maang sajegi
Tu meri dulhaniya banegi
Le jaayenge chaand churaake
Shagnon ki chunariya udaake
--FEMALE--
Phir der na kar saanwariya
Le thaam le meri chunariya
--CHORUS--
O chak le mundiya chak le - 2
Nach di kudi nu chak le - 2
--MALE--
Hum ban gaye tere sajna
--FEMALE--
Arre baandh paraande rakhna
--MALE--
Aa pehn le mera kangna
--FEMALE--
Tenu padega mainu chakna
--MALE--
Na maar tu aisi goli
--MALE--
Phir chak de meri doli
--MALE--
Chal dhol baja ve dholi
Tayaar hai meri doli
--BOTH--
Mauka yeh diya hai rab ne
Manzoor kiya hai sab ne, ho
Mauka yeh diya hai rab ne
Manzoor kiya hai sab ne
O chak de mundiya chak de - 2
Nach di kudi nu chak de - 8
Hindi Song Title: Mehndi Mehndi
Hindi Movie/Album Name:
CHORI CHORI Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Na Na Na Na Oh Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Main To Ghoongat Mein Chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Main To Ghoongat Mein Chal Gayi Chunri Mujhse Lipat Gayi
Neend Na Aaye Mujhe Jaag Main Jaaon Kahin Lup Chup Jaaon
Kahin Bhaag Mein Jaaon
Kahan Se Aaye Jaane Kahan Le Jaaye Yeh Raasta Anjaana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Main To Jaadoo Ki Pudiya Main To Shishe Ki Gudiya
Root Na Jaaon Kahin Toot Na Jaaon Chalo Saath Saheli Main Na Jaaon Akeli
Chup Na Rahoongi Saajan Se Kahungi Tu Pass Na Aana
Chaahe Kuch Bhi Kahe Dil Deewana Dil Ki Baaton Mein Mujhe Nahin Aana
Na Na Na Na Na Ji Na Na
Mehndi Mehndi Na Mujhko Lagana Mujhe Saajan Ke Ghar Nahin Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana
Tujhe Saajan Ke Ghar Hai Jaana
Hindi Song Title: Mehndi Laga Ke Rakhna
Hindi Movie/Album Name:
DILWALE DULHANIYA LE JAYENGE Singer(s): LATA MANGESHKAR, UDIT NARAYAN & CHORUS
Hindi Lyrics:
Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan
Ye Munde Gali De Gunde
Ye Kudiyaan Nashe Di Pudiyaan
Ye Munde Gali De Gunde
Nashe Di Pudiyaan
Gali De Gunde
O Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
O Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Ye Dil Ki Baat Apne
Dil Mein Dabake Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Ud Udke Teri Zulfein Karti Hain Kya Ishaare
Dil Thaamke Khade Hain Aashik Sabhi Kanware
Chhup Jaayein Saari Kudiyaan Ghar Mein Sharamke Maare
Gaanv Mein Aa Gaye Hain Paagal Shehar Ke Saare
Nazrein Jhukake Rakhna
Daaman Bachake Rakhna
Nazrein Jhukake Rakhna
Daaman Bachake Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Main Ek Jawaan Ladka Tu Ek Haseen Ladki
Ye Dil Machal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai
Rakhna Tha Dil Pe Kaabu Ye Husn To Hai Jaadu
Jaadu Hi Chal Gaya To Mera Kusoor Kya Hai
Rasta Hamara Takna
Darwaaza Khula Rakhna
Rasta Hamara Takna
Darwaaza Khula Rakhna
Lene Tujhe O Gori
Aayenge Tere Sajna
Kuchh Aur Ab Na Kehna
Kuchh Aur Ab Na Karna
Kuchh Aur Ab Na Kehna
Kuchh Aur Ab Na Karna
Ye Dil Ki Baat Apne
Dil Mein Dabake Rakhna
Mehndi Laga Rakhna
Doli Saja Ke Rakhna
Sahra Sajake Rakhna
Chehra Chhupake Rakhna
Shava Shava
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song