Hindi Song Title: Main Tujhko Yaad Aaoonga
Hindi Movie/Album Name:
KUCH DIL NE KAHA Singer(s): UDIT NARAYAN AND ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
--MALE--
Main tujhko yaad aaoonga, tu mujhko yaad aayegi - 2
Meri tasveer le jaa, mujhe tasveer de jaa - 2
Mohabbat mein kaam aayegi
--FEMALE--
Main tujhko yaad aaoongi, tu mujhko yaad aayega
Meri tasveer le jaa, mujhe tasveer de jaa - 2
Mohabbat mein kaam aayegi
--MALE--
Main tujhko yaad aaoonga, tu mujhko yaad aayegi
Yeh jaanegi baatein jaan le le na meri jaan
Tera yeh maasoom sa chehra bhi hai pareshaan
--FEMALE--
Meri bechaini kehti hai na door jaao
Aise aalam mein kya hoga, kuch to bataao
Kuch to bataao, kuch to bataao
--MALE--
Mera bhi dil toot jaayega, teri dhadkan rooth jaayegi - 2
--FEMALE--
Meri tasveer le jaa, mujhe tasveer de jaa - 2
Mohabbat mein kaam aayegi
Main tujhko yaad aaoongi, tu mujhko yaad aayega
--MALE--
Ek duje mein jab na hongi yeh dil ki baatein
Hum dono ko tadpaayengi yeh tanha raatein
--FEMALE--
Jab tanhaai mein apne dil aahein bharenge
Kaise humko chain milega, kya hum karenge
Kya hum karenge, kya hum karenge
--MALE--
Main bhi na so paaoonga, tumko bhi na neend aayegi - 2
--FEMALE--
Meri tasveer le jaa, mujhe tasveer de jaa - 2
Mohabbat mein kaam aayegi
--MALE--
Main tujhko yaad aaoonga, tu mujhko yaad aayegi
--FEMALE--
(Main tujhko yaad aaoongi, tu mujhko yaad aayega)
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song