Hindi Song Title: Main Ek Deewana Ladka
Hindi Movie/Album Name:
DEEWANAPAN Singer(s): SHAAN
Hindi Lyrics:
(Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki) - 2
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
(Jo ho raha hai ehsaas kya hai
Mere labon pe yeh pyaas kya hai
Dilbar mujhe bata de
Ho, bekhudi ko aise na badha) - 2
Saawan tere baalon mein hai
Nakhra teri chaalon mein hai
Rangat tere gaalon mein hai
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Chaahat ka dard mujhko diya hai
Bechain mere dil ko kiya hai
Teri jhuki nazar ne
Ho, jaan legi teri yeh adaa
Chaahat ka dard mujhko diya hai
Bechain mere dil ko kiya hai
Teri jhuki nazar ne
Ho, jaan legi teri yeh adaa
Khushboo teri saanson mein hai
Shaukhi teri aankhon mein hai
Masti teri baaton mein hai
Main ek deewana ladka
Tu ek pari si ladki
Hum akele yun mile to
Jaane jaana jaadu naya chhaane laga
Haathon se dil jaane laga
Mausam jawaan gaane laga
Jaadu sa chhaane laga - 9
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song