Hindi Song Title: Life Ban Jaayegi
Hindi Movie/Album Name:
HUMRAAZ Singer(s): SONU NIGAM AND JASPINDER NARULA
Hindi Lyrics:
--MALE--
(Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi) - 3
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Saadi love story mein koi villain na hoga
Koi rone dhone ka baby chalan na hoga
All time hoga dhamaal pyaar naal hoga
Pappiyaan jhappiyaan da mausam bemisaal hoga
Charche kara karaayegi
Jalwe dikha dikhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Main honey leke aaoonga tu chaud banke aana
Haai, chhat pe ni kudiye humko honeymoon manaana
Pyaari pyaari baatein karna, mastiyaan lutaana
Milan ka mausam aaya hai, kaisa sharmaana
Ghoonghta utha uthaayegi
Darpan dikha dikhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
--CHORUS--
Ishq mein sona chaandi kya karna re
Ishq mein bekaar heera panna re
Ishq mein mehboob sachcha kehna re
Ishq sachche yaar ki tamanna re
--FEMALE--
Waari waari jaaoon putar teri is jawaani pe
Devta da yaad aaye teri is kahaani pe
Unka naam roshan karna, vansh ko badhaana
Kare jo nakhre dulhaniya, pyaar se manaana
--MALE--
Daadi yeh baat mein dam hai
Pota na tera yeh kam hai
Vaada hai tu agle saal par pota khilaayegi, par pota khilaayegi
Saade naal aayegi to
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 2
Ankhiyaan lada ladaayegi
Batiyaan badha badhaayegi
Teri meri jodi gar set ho jaayegi, set ho jaayegi
Saade naal aayegi to life ban jaayegi
--CHORUS--
Saade naal aayegi to life ban jaayegi - 4
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song