Hindi Song Title: Laal Chunariya
Hindi Movie/Album Name:
JODI NO. 1 Singer(s): SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--MALE--
(Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re) - 2
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
--FEMALE--
La la la la laa la la la laa - 2
--MALE--
Oh, jab chaand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
Jab chand sanam chhat pe aaye
Teri yaad mujhe tadpaa jaaye
--FEMALE--
Yaadon mein hi rehna gum
Taarein ginta rehna tum
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum, haan
Khayaalon ke laddu khaate rehna tum
--MALE--
O maine laddu bantwaana, maine band bajwaana
Tainu pyaar sikhaana re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Karle karle pyaar karle re, o saloni pyaar karle re - 2
--FEMALE--
La la la la, la la la ra la, la la la la la - 2
--MALE--
(Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya adaa hai yeh, kya masti hai) - 2
--FEMALE--
Mastiyaan lutaaoongi, adaayein dikhaaoongi
Par main teri baaton mein naa aaoongi, haan
Par main teri baaton mein naa aaoongi
--MALE--
O tainu kangana pehndaana, tainu dholi mein baithaana
Tainu angana mein laana re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai roop salona
Tera kya kehna re
Laal chunariya waali pe dil aaya re
Arre laal chunariya waali pe dil aaya re
--FEMALE--
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, hai pyaar salona
Tera kya kehna re...
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song