Hindi Song Title: Kya Mausam Hai Aye
Hindi Movie/Album Name:
DOOSRA AADMI Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR, MOHD RAFI
Hindi Lyrics:
Kishore: Hmmmm...
Lata: Oooooo...
Kishore: Hmmm mmmm mmmmm
Kya Mausam Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Aye Deewane Dil
Are Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Koi Humdum Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chaahat Ke Kaabil
To Kisliye Hum Sambhal Jaayenge
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Jhoomke Jab Jab Kabhi Do Dil Gaate Hain
Chaar Kadam Chalte Hain Phir Kho Jaate Hain
Kishore: Heyyyyy.. Aisa Hai To Kho Jaane Do Mujhko Bhi Aaj
Yeh Kya Kam Hai
Lata: Aaaaaaaaaaaaaaaa
Kishore: Do Pal Do Raahi
Arey Mil Jaaye Bahel Jaaye
Lata: Aaaaaaaaaaaaa
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Rafi: Yeh Mastiyaan Yeh Bahaar
Dil Ho Chala Beqaraar
Main Girta Hoon Mujhe Thaam Lo
Bheege Labhon Se Mera Naam Lo
Lata: Duniya Ko Ab Do Nazar Kyon Aaye Hum
Itne Kareeb Aao Ki Ek Ho Jaaye Hum
Lata & Rafi: Ki Ek Ho Jaaye Hum Ki Ek Ho Jaaye Hum
Rafi: Ki Ek Ho Jaaye
Lata: Hmmmm..
Khoye Se Hum
Koyi Si Manzil
Achcha Hai Sambhal Jaaye
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Oooooooooooo
Ho Achcha Hai Sambhal Jaaye
Kishore: Chal Kahin Door Nikal Jaaye
Lata: Oooooooooooo
Ho Achcha Hai Sambhal Jaaye
Hindi Song Title: Kya Mausam Hai
Hindi Movie/Album Name:
SUNOH (ALBUM) Singer(s): LUCKY ALI
Hindi Lyrics:
Kya mausam hai
Phoolon kaliyon mein gul hai
Neele aasman mein o panchi le saath mujhe
Is jeevan mein
Mushkil aati jaati hai
Pal do pal ke liye has ke tu jeele yaar mere
Prem ki boli bolo
Dil se naata jodo
Dastoor hai jahaan ka
Insaaf hai kahan ka
Hardam khush baante ja
Kudrat ke nazaaron ka
Panchi ke parvaazon ka
Khul ke lele mazaa
Ho saathi panchi ki tarah
Kya mausam hai..
Meri manzil kahan
Jaanoo na main naa jahaan
Saansein chale jab tak, chalta rahoon tab tak
Naa jaane kab ho subah
Himmat se zamaane mein
Manzil apni dhoondhoonga
Aandhi ho ya toofan
Rukoonga na sun le jahaan
Kya mausam hai..
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song