Hindi Song Title: Kajra Mohabbat Waala
Hindi Movie/Album Name:
KISMAT Singer(s): ASHA BHOSLE AND SHAMSHAD BEGUM
Hindi Lyrics:
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
Aayi ho kahan se gori aankhon mein pyaar leke - 2
Chadhti jawaani ki pehle bahaar leke
Dehli shaher ka saara meena bazaar leke - 2
Jhumka bareli waala kaanon mein aisa daala
Jhumke ne le li meri jaan
Haai re main tere qurbaan
--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
Motor na bangla maangoon, jhumka na haar maangoon - 2
Dil ko chalaane waale dil ka qaraar maangoon
Saiyyaan bedardi mere thoda sa pyaar maangoon - 2
Kismat bana de meri, duniya basa de meri
Kar le sagaai meri jaan
Haai re main tere qurbaan
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
Jab se hai dekha tujhko, ho gaye ghulaam tere - 2
Apna bana le gori, aayenge kaam tere
Apna yeh jeevan saara likh denge naam tere - 2
Kurta yeh jaali waala, us par motiyan ki maala
Kurte ne le lie meri jaan
Haai re main teri qurbaan
--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
--FEMALE 1--
Kajra mohabbat waala ankhiyon mein aisa daala
Kajre ne le li meri jaan
Haai re main teri qurbaan
--FEMALE 2--
Duniya hai mere peechhe, lekin main tere peechhe
Apna bana le meri jaan
Haai re main tere qurbaan
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song