Hindi Song Title: Jahaan Bhi Gaye Hum
Hindi Movie/Album Name:
NAUGHTY BOY Singer(s): KISHORE KUMAR, ASHA BHOSLE
Hindi Lyrics:
aa: aa aa aa..
ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile
aa: jahaaN bhi mile ham o mere hamdam
bahaaroN ki qasam, gul khile
ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile
ki: ( matvaalaa dil meraa, kahe ham yahin pe rah jaayenge
aa: in taaroN ke sahaare, isi aasmaaN pe lahraayenge ) -2
ki: jahaaN bhi gaye ham aa: o o o o
ki: o mere hamdam aa: o o o o
ki: nazaaroN ki qasam aa: o ho ho ho ho ho
ki: tum mile
aa: jahaaN bhi mile ham ki: o ho
aa: o mere hamdam ki: aa
aa: bahaaroN ki qasam ki: o
aa: gul khile
aa: aa aa aa aa..
ki: ( tum hamaare, ham tumhaare
ye lukaa chhupi hai phir kis liye
aa: pyaar khoTaa yaa kharaa hai
main aazmaa rahi thi isliye ) -2
aa: jahaaN bhi mile ham ki: haa
aa: o mere hamdam ki: ho
aa: bahaaroN ki qasam ki: huN
aa: gul khile
ki: jahaaN bhi gaye ham o mere hamdam
nazaaroN ki qasam, tum mile
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song