Hindi Song Title: Jaaneman
Hindi Movie/Album Name:
KHWAHISH Singer(s): ASHA BHOSLE, KK
Hindi Lyrics:
Jaaneman Tujhko Jo Paya
Pyaar Mein Jeena Sikhaya Jeena Sikhaya
Dhadkan Mein Tu Rehne Laga
Dil Yeh Mera Kehne Laga
Tu Mera Pyaar Hai
Tu Mera Pyaar Hai
Jaaneman Tujhko Jo Paya
Pyaar Mein Jeena Sikhaya Jeena Sikhaya
Tujh Ko Nazar Mein Basa Loon
Aaja Gale Se Laga Loon
Tujh Ko Nazar Mein Basa Loon
Aaja Gale Se Laga Loon
Kuch Hosh Pehle Aane Laga
Behkhudi Mein Jaane To Do
Yeh Bekhudi Na Jane Kya Kare
Jaaneman Tujhko Jo Paya
Pyaar Mein Jeena Sikhaya Jeena Sikhaya
Paa Ke Mujhe Na Khona Tu
Dil Se Juda Na Hona Tu
Paa Ke Mujhe Na Khona Tu
Dil Se Juda Na Hona Tu
Kismat Mein Kya Hai Kis Ko Khabar
Tu Saath Dena Ay Humsafar
Tere Bina Main Jee Nahin Sakoonga
Jaaneman Tujhko Jo Paya
Pyaar Mein Jeena Sikhaya Jeena Sikhaya
Dhadkan Mein Tu Rehne Laga
Dil Yeh Mera Kehne Laga
Tu Mera Pyaar Hai
Tu Mera Pyaar Hai
Hindi Song Title: Jaaneman jaaneman tere do nayan
Hindi Movie/Album Name:
CHHOTI SI BAAT Singer(s): YESUDAS, ASHA BHONSLE
Hindi Lyrics:
(Jaaneman jaaneman tere do nayan
Chori chori leke gaye dekho mera man
Jaaneman jaaneman jaaneman
Mere do nayan, chor nahi sajan
Tumse hi khoya hoga kahi tumhaara man
Jaaneman jaaneman jaaneman) -2
(Tod de dilo ki doori, aisi kya hai majboori
Dil dil se milne de
Jaa, abhi to huwi hai yaari, abhi se hi beqaraari
Din to zara dhhalne de) -2
Yahi sunte, samajhte, guzar gaye jaane kitne hi saawan
Jaaneman jaaneman...
Mere do nayan…
(Sang sang chale mere, maare aage peechhe phere
Samjhu main tere iraade
Doshh tera hai ye to, har din jab dekho
Karti ho jhoothhe waade) -2
Tu na jaane, diwaane, dikhaau tujhe kaise main ye dil ki lagan
Jaaneman jaaneman ...
La la ..., Mere do nayan…
(Chhedenge kabhi na tumhe, zara batlaado hame,
Kab tak ham tarsenge
Aise ghabhraao nahi, kabhi to kahi na kahi
Baadal ye barsenge) -2
Kya karenge baraske, ke jab murjhaayega ye saara chaman
Jaaneman jaaneman...
La la ..., Mere do nayan...
Hindi Song Title: Jaaneman Tum Kamaal Karti Ho
Hindi Movie/Album Name:
TRISHUL Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR
Hindi Lyrics:
k : aaj ham ishq ka izahaar kare to kya ho?
l : jaan pehchaan se inkaar kare to kya ho?
k : bhari mehfil mein tumhe pyar kare to kyaa ho?
l : koshishe aap ki betaar kare to kya ho?
k : kehte darati ho dil mein maarti ho
jaaneman tum kamaal karti ho
kehte darati ho dil mein maratii ho
jaaneman tum kamaal karti ho
k : aankhon aankhon mein muskurati ho
baato baato mein dil lubhati ho
narm saanso ki garm leharo se
dil ke taaro ko gudgudati ho
arre in sab baato ka matlab puchhe to
rang chehare ka laal karti ho
jaaneman tum kamaal karti ho
l : chup bhi rahiye ye kya qayamat hai
aap ki bhi ajib aadat hai
itna hungama kisliye aakhir
pyaar hai yaa koi musibat hai
jab bhi miltey ho jaane tum kya-kya
ulte-sidhe savaal karte ho
jaaneman tum kamaal karti ho
k : mastiyaan si fazaan pe chhaayi hain
vaadiyaan rang mein nahaai hain
l : narm-sabz-ped shokh phulon ne
makhmali chhaadaren bichhaayii hain
k : aah, chhodo sharamaanaa aise mausam me
tabiyat kyon nihaal karti ho
ho! jaaneman tum kamaal karti ho
l : jab bhi milte ho jaane tum kya-kya
ulte-sidhe savaal karate ho
jaaneman tum kamaal karte ho
Hindi Song Title: Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Hindi Movie/Album Name:
KYA KEHNA Singer(s): ALKA YAGNIK & SONU NIGAM
Hindi Lyrics:
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Tumse milke main aur ho gayi jawaan
Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan
Mar gayi main to yaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai
Kuchh to bataati ja kahan ka iraada hai
Kahan ka iraada hai kya rang baandha hai
Hay dilyaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Jo roop lage tha aadha
Ab milke khula kuchh zyaada
Jo roop lage tha aadha
Ab milke khula kuchh zyaada
Resham ki meri zulfon ko
Rumaal se tere baandha
Paayal nahin tere peiron mein
Par dil mein ajab chhankaar hai
Teer nahin teri aankh magar
Mere to jigar ke paar hai
Sun nahin hoga theek se pehle
Phir se dubaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Tumse milke main aur ho gayi jawaan
Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan
Mar gayi main to yaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Chahoonga tujhe main itna
Tera dil chaahega jitna
Chahoonga tujhe main itna
Tera dil chaahega jitna
Par ye sab kuchh karne ko
Batlade lage ka din kitna
Aayega maza jab jeene mein
Mera dil dhadke tere seene mein
Phir baat bane jab hum bheegein
Oye bin barsaat maheene mein
Sun nahin hoga theek se pehle
Phir se dubaara sun
Ki tere naal
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai
Kaafir adaaon ne kya rang baandha hai
Kuchh to bataati ja kahan ka iraada hai
Kahan ka iraada hai kya rang baandha hai
Hay dilyaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Jaaneman jaanejaan tumsa koi kahan
Tumse milke main aur ho gayi jawaan
Aur ho gayi jawaan tumsa koi kahan
Mar gayi main to yaara sun
Ki tere naal pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Pyaar ho gaya
Ki tere naal pyaar ho gaya
Hindi Song Title: Jaaneman Tu
Hindi Movie/Album Name:
JAANI DUSHMAN Singer(s): SONU NIGAM, SUNIDHI CHAUHAN
Hindi Lyrics:
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Dil Fida Tujhpe Kiya Tu Meri Mehboob Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Dil Fida Tujhpe Kiya Tu Meri Mehboob Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Dil Se Dil Takra Gaye To Ek Nasha Chhaane Laga
Dil Se Dil Takra Gaye To Ek Nasha Chhaane Laga
Tum Lage Seene Se Jeene Ka Maza Aane Laga
Teri Meethi Baaton Mein Na Jaane Kab Main Kho Gayi
Haaye Yeh Na Khabar Mujhko Huvi Main Kab Tumhari Ho Gayi
Oh Pyaar Ki Hai Ek Kahani Yeh Jawani Khub Hai
Dil Fida Tujhpe Kiya Hai Tu Mera Mehboob Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Ek Gadi Bhi Dil Ko Raahat Bin Tere Milti Nahin
Ek Gadi Bhi Dil Ko Raahat Bin Tere Milti Nahin
Tu Nahin Milti To Dil Ki Dhadkane Chalti Nahin
Dekhi Teri Deewanagi Dekha Tera Deewanapan
Teri Wafaon Mein Mujhko Paagal Ki Hai Jaaneman
Chhaa Gayi Hai Mujhpe Tu Yeh Pyaar Tera Khoob Hai
Dil Fida Tujhpe Kiya Hai Tu Mera Mehboob Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Jaaneman Tu Khub Hai Khub Hai Tu Khub Hai
Dil Fida Tujhpe Kiya Tu Meri Mehboob Hai
Hindi Song Title: Jaaneman Chupke Chupke
Hindi Movie/Album Name:
MUSKAAN Singer(s): UDIT NARAYAN, ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Jaaneman, jaaneman, jaaneman, jaaneman
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Haan jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Teri har muskaan mein na jaane kaisa jaadu hai - 2
Bin dekhe hi dilbar tera yeh aashiq beqaabu hai
Main bhi tujhe pal pal mehsoos karti hoon - 2
Teri kasam
Is mausam ki baahon mein, anjaani in raahon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Tere hi baare mein dilbar maine subh-o-shaam likha - 2
Har dhadkan pe bechaini mein maine tera naam likha
Main jee nahin sakta hoke judaa tujhse - 2
Jaan-e-vafa
Gulshan mein veeraanon mein, aake mere kaanon mein - 2
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
Jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Arre jaaneman chupke chupke, saari duniya se chhupke
Tumne aisi baat kahi dil mera kho gaya
Na jaane kab pyaar ho gaya, sanam ikraar ho gaya - 2
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song