Hindi Song Title: Hamraahi Jab Ho Mastaana
Hindi Movie/Album Name:
PUKAR Singer(s): HEMA SARDESAI AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
--MALE--
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
(Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2
Yeh khumaar, yeh nasha, jawaan bekhudi
Ab na koi nagar, na koi gali
Din vahan, raat yahan
(Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan) - 2
Dagmag chalna shaheron mein, baazaaron mein
Maheke maheke phirna gulzaaron mein
Hum dilwaale chanchal aise tauba
Halchal si pad jaaye dildaaron mein
Is masti mein sab chalta hai
Ab koi kya soch raha hai hum matwaale kya jaane
Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan - 2
Chadhti jawaani teri meri
Mil jaane mein kaahe ki hai teri
Josh mein aake chal nikle hain hum yaara
Hone de dhadkan ki hera pheri
Pyaar ki rasmein phir sochenge
Theek hai kya aur galti kya hai hum matwaale kya jaane
Arre hum matwaale kya jaane, hum matwaale kya jaane, yea yea yea
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale rukte hain kahan
Hamraahi jab ho mastaana
Mauj mein ho dil deewaana
Phir chalne waale
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan
--FEMALE--
Ho, ho, phir chalne waale rukte hain kahan - 3
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song