Hindi Song Title: Haiyya Hu Kya Masti
Hindi Movie/Album Name:
ALBELA Singer(s): KUMAR SANU
Hindi Lyrics:
--MALE 1--
Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
Aap ki saari baatein ajab si hai
Bhoori bhoori aankhen gazab ki hai
Aap ke jaisa chehraa yahan kahan
Gesu haseen suneheraa yahan kahan
--FEMALE--
Tu albela, mast akela
Tere jaisa koi hai kahin naa, kahin naa
--MALE 1--
Haan, haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
--FEMALE--
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
--MALE 2--
Kya hai mera fasaana, suno suno
Toota hai dil deewana, suno suno
Main yeh baat bataaoon kisse bhalaa
Dard-e-jigar dikhaaoon kisse bhalaa
--FEMALE--
In zakhmon ko, un lamhon ko
Yaad karenge hum to ab kabhi naa, kabhi naa
--MALE 1--
Hey, haiyya hu kya masti, kya jaadu
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
--MALE 2--
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
--FEMALE--
Haiyya hu kya masti, kya jaadu, kya jaadu
--MALE 2--
Hey hey hey hey, oh ho ho ho
--FEMALE--
Main hoon teri deewani, mere sanam
Tu hai meri kahaani, mere sanam
Maine tujhe hi socha, teri kasam
Maine tujhe hi chaaha, teri kasam
--MALE 1--
Dil mein mere armaan tere
Tere jaisa naa hoga kahin naa, kahin naa
Haiyya hu kya masti, kya jaadu
--FEMALE--
Main aur tu, kya masti, kya jaadu
--MALE 2--
Roz kahan hoti hai dilbar aisi mulaaqaatein
Aankhon aankhon mein karle aao dil ki baatein
--FEMALE--
Haiyya hu
--MALE 2--
Kya masti, kya jaadu
--FEMALE--
Main aur tu
--MALE 1--
Kya masti, kya jaadu, kya jaadu
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song