Hindi Song Title: Gore Gore Gaal Mere
Hindi Movie/Album Name:
AASHIQ Singer(s): ALKA YAGNIK
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
La la la
Lai la lai la lai lai lai lai la - 2
Lala lala lala lala lala lala lala lala ay!
Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
Haan, Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
--CHORUS--
Parda utha, zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha
--FEMALE--
Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
Meri resham waali chunar
Mera boote waala lehnga
Koi mol chuka nahin sakta
Mera husn bada hai mehnga
--CHORUS--
Sar se chunar sarka de
Lehnga ek baar ghuma de
Jo mangegi hum denge
Aankhon se jaam pila de
--FEMALE--
Kaanon ki yeh baali doongi
Honton ki yeh laali doongi
Gaalon ki jawaani doongi
Koi to nishaani doongi
--CHORUS--
Parda utha, zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha
--FEMALE--
Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
Baheke hue armaanon ko
Mehboob sambhal jaane de
Jalwa tujhe dikh laaoongi
Kuch raat to thal jaane de
--FEMALE--
Tadpa na humko aise
Baahon mein zara bharne de
Denge tujhko nazraana
Jo dil chaahe karne de
--FEMALE--
Thoda tadpaaoongi main
Thoda tarsaaoongi main
Sej pe chhaaoongi main
Pyaas bujhaaoongi main
--CHORUS--
Parda utha, zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza
Parda utha de zara parda utha
Jalwa dikha de zara jalwa dikha
--FEMALE--
Gore gore gaal mere baheki baheki chaal hai
Dekh meri patli si kamariya har aashiq behaal hai
--CHORUS--
(Parda utha, zara parda utha
Mehfil mein aaye sab ko maza) - 2
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song