Hindi Song Title: Do dilon ki kahaani
Hindi Movie/Album Name:
DIL KYA KARE Singer(s): ANURADHA PAUDWAL AND UDIT NARAYAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Laa laa, la la la laa laa
In hawaaon pe kisi ne likh di
Do dilon ki kahaani
In hawaaon pe kisi ne likh di do dilon ki kahaani - 2
Us mein do naam likhe hain, ek tera hai ek mera - 2
--MALE--
In hawaaon pe kisi ne likh di do dilon ki kahaani - 2
Us mein do naam likhe hain, ek tera hai ek mera - 2
--FEMALE--
Aa gaye hum kahan, paagal sa yeh samaa
Paagal banaane laga ho, dekho
Kaisi yeh khushboo hai, kaisa yeh jaadu hai
Jaadu sa chhaane laga ho, dekho
Yeh hua hai yahan pe pehli baar
Do dil jo mil ke dhadke hain, ek tera hai ek mera - 2
--MALE--
Jaage hain, soye hain, hum kahan khoye hain
Kuch yaad aata nahin ho, dekho
Tere naam ke binaa, teri yaad ke sivaa
Kuch yaad aata nahin ho, dekho
Hamaare, tumhaare pyaar ke
Do sapne sach ho rahe hain, ek tera hai ek mera - 2
--FEMALE--
In hawaaon pe kisi ne likh di do dilon ki kahaani
--MALE--
Ho, in hawaaon pe kisi ne likh di do dilon ki kahaani
--FEMALE--
Us mein do naam likhe hain, ek tera hai ek mera
--MALE--
Us mein do naam likhe hain, ek tera hai ek mera
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song