Hindi Song Title: Dil Hamaara Hua Hai
Hindi Movie/Album Name:
ALBELA Singer(s): ALKA YAGNIK AND HARIHARAN
Hindi Lyrics:
--FEMALE--
Dil hamaara hua hai kisi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Kaisa aalam hai yeh bekhudi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
--MALE--
Dil hamaara hua hai kisi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Kaisa aalam hai yeh bekhudi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Dil hamaara hua hai kisi ka
--FEMALE--
(Hum paraaye hue ek mulaaqaat mein
Baat aage badhi baat hi baat mein) - 2
Bekhabar ho gaye jab mili yeh nazar
Jaan aur dil pe hua hai yeh kaisa asar
Rukh badalne laga zindagi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Dil hamaara hua hai kisi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Dil hamaara hua hai kisi ka
--MALE--
(Unse jab tak hamein yun mohabbat na thi
Itni duniya kabhi khoobsurat na thi) - 2
Dil ka aana kahe, dil ka jaana kahe
Aisi deewangi ko bhalaa kya kahe
Rang hai har taraf aashiqui ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Dil hamaara hua hai kisi ka
Pyaar shaayad hai naam isi ka
Dil hamaara hua hai kisi ka
--FEMALE--
Dil hamaara hua hai kisi ka
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song