Hindi Song Title: Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Hindi Movie/Album Name:
PAAGALPAN Singer(s): SHREENIVAS AND CHITRA
Hindi Lyrics:
--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
Bikhre mere armaan hai
Seene mein tooti hai saansein
Zakhmi hai dil halaat se
Ashkon se bheegi hai aankhein
Soone mere din, bechain hai meri raatein
--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda
Kya meri bebasi, na tujhko pataa
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
Yeh haqeeqat hai kya, jaanta hai khuda
--MALE--
Aah, aah, aah, aah aah aah aah
--FEMALE--
Tu har ghadi yaadon mein hai
Kaise tujhe main bhulaaoon
Kya hai meri majbooriyaan
Kaise tujhe main bataaoon
Jeena mushkil, tanha to mar bhi na paaoon
--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
Bewajaa hai mili yeh mujhko sazaa
--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
--MALE--
Baawafa pyaar bhi bewafa ho gaya
--FEMALE--
Bewafa, bewafa, main nahin bewafa
--MALE--
Dekhte dekhte kya se kya ho gaya
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song