Hindi Song Title: Deewana Deewana Dil
Hindi Movie/Album Name:
JAAN PE KHELENGE HUM Singer(s): RAM SHANKAR
Hindi Lyrics:
Ishq ka rutba sab se ooncha
Yeh sab ka hai kehna
Ishq hi reh jaata hai yaaron
Baaqi kuch nahin rehna
Dil kehta hai, ho dil kehta hai
Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2
Pyaar ke sadme seh le - 2
Pyaar tera jis haal mein rakhe deewaane tu reh le
Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2
Oh oh
Kya guzri hai dil pe yeh koi na jaane
Kal tak the jo apne voh hue begaane
Khwaab jo dekhe the voh sab toot gaye hain
Pyaar jinhe karte the voh rooth gaye hai
Ho oh oh oh
Chot lagi hai dil pe taazi
Haar gaye hum pyaar ki baazi
Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2
Bhut gaye hain seene mein armaan hamaare
Aankh se ojhal ho gaye voh jaan se pyaare
Kisse bataaye jaakar is dil ke sadme
Chheen liye hain gham ne honton ke nagme
Aa aa aa aa aa
Kaisi gham ki shaam yeh aayi
Das jaayegi yeh tanhaai
Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2
Pyaar ke sadme seh le - 2
Pyaar tera jis haal mein rakhe deewaane tu reh le
Deewaana deewaana dil kehta hai, dil kehta hai - 2
Aa aa, aa aa aa, aa aa aa aa aa
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song