Hindi Song Title: Chhoti Chhoti Raatein
Hindi Movie/Album Name:
TUM BIN Singer(s): SONU NIGAM AND ANURADHA PAUDWAL
Hindi Lyrics:
--MALE--
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain - 2
Baithe bithaaye yunhi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai - 2
--FEMALE--
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi neendein kho jaati hain
Dil mein bechaini aankhon mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai - 2
--MALE--
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Deewanon si haalat hai apni
Poochho na kya chaahat hai apni
--FEMALE--
Thaam li maine teri yeh baahein
In baahon mein jannat hai apni
--MALE--
Phool sa khilke maheka hai yeh dil
Phir tujhe chhooke baheka hai yeh dil
--FEMALE--
Dil ka kya hai yeh to har pal beqaraar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai - 2
--MALE--
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hai
La la la, la la la, la la la, la la la - 2
La la la la, la la la, la la la la la la la la
--FEMALE--
Panchhi banke udta hai yeh dil
Milti main jab sapnon ki manzil
--MALE--
Sapne to phir sapne hote hai
Sach hai yeh kab apne hote hai
--FEMALE--
Jaagti aankhen dekha kare sapna
Jab koi dil ko lagta hai apna
--MALE--
Na dil pe qaabu na khud pe ikhtiyaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai - 2
--FEMALE--
Chhoti chhoti raatein lambi ho jaati hain
Baithe bithaaye yunhi neendein kho jaati hain
--MALE--
Dil mein bechaini aankhon mein intezaar hota hai
Jab kisi ko kisi se pyaar hota hai - 2
--BOTH--
La la la, la la la, la la la, la la la - 4
La la la
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song