Hindi Song Title: Chehraa Apna
Hindi Movie/Album Name:
CHEHRAA Singer(s): ALKA YAGNIK AND KUMAR SANU
Hindi Lyrics:
--MALE--
Chehraa apna dekhte hai aaine mein voh, voh - 2
Aur yeh bhi dekhte hai, koi dekhta na ho - 2
--FEMALE--
Apni duaa mein sirf mujhko maangte hai voh, voh - 2
Aur yeh bhi maangte hai, koi maangta na ho - 2
--MALE--
Gore badan se unka aanchal zara sa dhalka
Jaaga mere seene mein koi dard halka halka
--FEMALE--
Mujhko pata hai mujhse voh pyaar kar rahe hai
Phir bhi na jaane kyoon kehne se darr rahe hai
--MALE--
Har lamha mere baare mein sochte hai voh, voh - 2
Aur yeh bhi sochte hai, koi sochta na ho - 2
--FEMALE--
Khamosh hai zubaan lekin aankhein bolti hai
Dhadkan mein jo hai chhupa voh raaz kholti hai
--MALE--
Unki isi adaa ne deewana mujhe kar diya hai
Saare jahaan se begaana dekho kar diya hai
--FEMALE--
Bas mujhko dil-o-jaan se ab chaahte hai voh, voh - 2
Aur yeh bhi chaahte hai, koi chaahta na ho - 2
--MALE--
Chehraa apna dekhte hai aaine mein voh, voh - 2
Aur yeh bhi dekhte hai, koi dekhta na ho - 2
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song