Hindi Song Title: Chalo Chale Mitwa
Hindi Movie/Album Name:
NAYAK Singer(s): UDIT NARAYAN AND KAVITA KRISHNAMURTHY
Hindi Lyrics:
--MALE--
(Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein
Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye
Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye) - 2
--FEMALE--
Laaj ki rekha main paar kar aayi
Kuch bhi kahe ab koi main to pyaar kar aayi
Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga
Aa mere sajan, kar le milan
Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua
--MALE--
Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein
Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye
Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye
Aa tujhe apni palkon pe main bithaake le chalta hoon
Chal tujhe saari duniya se main chhupaake le chalta hoon
--FEMALE--
Main tere peechhe hoon, paaon ke neeche hoon
Nain bhi meeche hoon, sun o saiyyaan le le baiyyaan
--MALE--
Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga
--FEMALE--
Aa mere sajan, kar le milan
Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua
--MALE--
Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein
Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye
--FEMALE--
Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye
Aag dil mein lag jaati hai, neend ab kisko aati hai
--MALE--
Neend aane se pehle hi yaad teri aa jaati hai
--FEMALE--
Chaand deepak baati, sab hamaari saathi
Pyaar ke baaraati kal parson se nahin barson se
--MALE--
Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga
--FEMALE--
Aa mere sajan, kar le milan
Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua
--MALE--
Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein
Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum kho jaaye
Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir so jaaye
--FEMALE--
Laaj ki rekha main paar kar aayi
Kuch bhi kahe ab koi main to pyaar kar aayi
Yeh abhi nahin hoga, to kabhi nahin hoga
Aa mere sajan, kar le milan
Kaant khaayega haaye haaye yeh prem bichhua
--MALE--
Chalo chale mitwa in oonchi neechi raahon mein
Teri pyaari pyaari baahon mein kahin hum
--FEMALE--
Kho jaaye
--MALE--
Kabhi neend se jaage hum, kabhi phir
--FEMALE--
So jaaye
--MALE--
Oh ho oh oh oh oh oh oh, oh ho oh oh oh oh
--FEMALE--
Oh ho oh oh oh oh oh oh, oh ho oh oh oh oh
download hindi
song, download free hindi song, download free
hindi mp3 song, download free hindi song, download
mp3 hindi song, download hindi song, download
song hindi, download hindi free mp3 song, download
hindi music song, download free hindi mp3 song,
download hindi karaoke song, download hindi
mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film
hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi
lyrics music, hindi lyrics movie song, free
hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi
lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi
lyrics new song