Download free hindi song by song title
   

 

Download free hindi songs by movie name Download free hindi songs by song name Download free hindi songs by singer name Search free hindi songs Download free hindi songs A to Z Download free english songs A to Z
Search Site
 
Web joyeemukherjee.com

Hindi songs by song name title

Download free hindi song by song name title

Download hindi lyrics by song name title

 

Hindi Song Title: Chaand Saamne Hai
Hindi Movie/Album Name: YEH MOHABBAT HAI
Singer(s): SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:

--MALE--
O ho, aa ha ha
Chaand saamne hai eid ka
Tujhpe hai meri nazar
Oh, chaand saamne hai eid ka
Tujhpe hai meri nazar
Jaanta hoon main yeh sanam
Gustakh hai meri nazar, oye

--CHORUS--
(Chaand mubaarak, chaand mubaarak
Chaand mubaarak sab ko) - 2

--MALE--
Sab ko, sab ko mubaarak chaand
Tu meri eid ka chaand, oye oye oye
Tere geet hui meri heer hui
Mujhe ek nayi umeed hui

--CHORUS--
Tere geet hui meri heer hui
Mujhe ek nayi umeed hui

--FEMALE--
Karo eid ka shukraana

--MALE--
Oye, shukraana ji shukraana
Meri baat samajh jaana
Oh, chaand saamne hai eid ka
Tujhpe hai meri nazar
Ho, jaanta hoon main yeh sanam
Gustaakh hai meri nazar, hoye

--CHORUS--
Mohabbat hai, mohabbat hai
Yeh mohabbat hai, yeh mohabbat hai

--MALE--
Tumko tumse maanga, tumko rab se maanga

--FEMALE--
Ae chaand mere tu sab se haseen
Meri nazar lage na tujhko kahin

--CHORUS--
Ae chaand mere tu sab se haseen
Meri nazar lage na tujhko kahin

--FEMALE--
Aankhon mein samaa jaana

--MALE--
Zara aur kareeb aana
Meri baat samajh jaana

--FEMALE--
Oh, chaand saamne hai eid ka
Tujhpe hai meri nazar

--MALE--
Jaanta hoon main yeh sanam
Gustaakh hai meri nazar

--CHORUS--
(Chaand mubaarak, chaand mubaarak
Chaand mubaarak sab ko) - 4


Hindi Song Title: Chaand Raat Tum Ho Saath
Hindi Movie/Album Name: HALF TICKET
Singer(s): KISHORE KUMAR, LATA MANGESHKAR



Hindi Lyrics:

Yoodlleee

Kishore: Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Aji Ab Yeh Dil Machal Machal Gaya (2)
FeKishore: Dil ka Aitabaar Kya Kya Karoge ji Kal Jo Yeh Badal Bdal Gaya (2)

Yoodlleee

Kishore: Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Aji Ab Yeh Dil Machal Machal Gaya (2)
Lata: Dil ka Aitabaar Kya Kya Karoge ji Kal Jo Yeh Badal Bdal Gaya (2)

Yooodllle

Kishore: Julmi Nagar Kaise Nidar Dil Churaliya Jaane Kis Ajab Se Desh Mein Bula Liya (2)
Lata: Yeh Bhi Koi Dil Hai Kya Jahan Mauka Mila Phisal Phisal Gaya
Kishore: Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Aji Ab Yeh Dil Machal Machal Gaya Lata: Dil ka Aitabaar Kya Kya Karoge ji Kal Jo Yeh Badal Bdal Gaya 

Lata: Suniya Zara Maine Kaha Mat Sataiye, Apne Aap Apni Raah Laut Jaaiye (2)
Kishore: Yeh Woh Raahen Nahi Jispe Chalke Koi Sambhal Sambhal Gaya
Kishore: Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Aji Ab Yeh Dil Machal Machal Gaya Lata: Dil ka Aitabaar Kya Kya Karoge ji Kal Jo Yeh Badal Bdal Gaya 

Yooodlllllee

Kishore: Behke Kadam Ab to Sanam Baah Thaam Lo
Lata: Apni Nazar Apni Nigaahon Se Kaam Lo
Kishore: Behke Kadam Ab to Sanam Baah Thaam Lo
Lata: Apni Nazar Apni Nigaahon Se Kaam Lo
Kishore: Aapka Kya Gaya Phool Sa Dil Mera Kuchal Kuchal Gaya
Kishore: Chand Raat Tum Ho Saath Kya Karen Aji Ab Yeh Dil Machal Machal Gaya Lata: Dil ka Aitabaar Kya Kya Karoge ji Kal Jo Yeh Badal Bdal Gaya


Hindi Song Title: Chaand ho ya na ho
Hindi Movie/Album Name: PYAAR ISHQ AUR MOHABBAT
Singer(s): SONU NIGAM AND ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:

--FEMALE--
(Chaand ho ya na ho, chaandni raat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai) - 2

--MALE--
Aur kuch ho na ho, ek hi baat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
(Kaisa yeh mausam o saajan hai
Baadal hai koi na saawan hai) - 2
Lag raha hai magar aaj barsaat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai

--MALE--
Mm, aur kuch ho na ho, ek hi baat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

(Pyaar ke kachche dhaage ki is dor se
Ek duje ko chal baandh le zor se) - 2
Apne armaanon ki aaj baaraat hai
Khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
Chaand ho ya na ho, chaandni raat hai
Main tere saath hoon, tu mere saath hai

--MALE--
Aa, khoobsurat badi yeh mulaqaat hai

--FEMALE--
(Aa aa aa, aa ha ha, aa ha aa aa aa aa)


Hindi Song Title: Chaand chuppa badal mai
Hindi Movie/Album Name: HUM DIL DE CHUKE SANAM
Singer(s): SONU NIGAM



Hindi Lyrics:

Chand Chupa Badal Mein, Sharma Ke Meri Jaana ,
Seene Se Lag Ja Tu, Bal kha Ke Meri Jaana,
Gumsum Sa Hai, Gupchup Sa Hai
Madhosh Hai,Khamosh Hai, 
Haan Ye Sama, Haan Ye Sama Kuch Aur Hai, 
Han Han Han Chand Chupa(Repeat)

Nazdikiyan Badh Jaane De,
Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin,
Door Se Hi Tum Jee Bhar Ke Dekho, Tum Hi Kaho Kaise Door Se Dekhoon,
Chaand Ko Jaise Dekhta Chakor Hai,
Aye, Gumsum Sa Hai, Ye Sama Kuch Aur Hai
Ho Ho Ho, Chand Chupa Badal Mein(Repeat)

Aaja Re Aaja Re Chanda,
Ki Jab Tak Tu Na Aayega, Sajana Ke Chere To Dekhne Ye Man Tarsa Jayega,
Na Na Chanda Tu Nahin Aana , Tu Jo Aaya To,
Sanam Sharma Ke Kahin Chala Jaye Na, Aaja Re Aaja Re Chanda,
Tu Laakh Duayen Payega, Na Na Chanda Tu Nahin Aana, Varna Sanam Chala Jayega,

Aanchal Mein Tu Chup Jaane De, Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin, 
Julfon Mein Tum Kho Jaane Do, Arre Nahin Baba Nahin, Abhi Nahin Nahin Nahin, 
Pyaar To Naam Hai, Sabra Ka Humdam, Woh Bhala Bolo Kaise Karen Hum,
Sawan Ki Raah Jaise Dekhe Mor Hai,
He Rehne Bhi

Contributed by: Atul


Hindi Song Title: Chaand Madhhaam Hai
Hindi Movie/Album Name: RAILWAY PLATFORM
Singer(s): LATA MAGESHKAR



Hindi Lyrics:

chaaNd maddham hai aasmaaN chup hai 
neend ki god mein jahaaN chup hai 
chaaNd maddham hai aasmaaN chup hai 

door vaadi mein doodhiyaa baadal 
jhuk ke parbat ko pyaar karte hain 
dil mein naakaam hasraten lekar 
ham teraa intazaar karte hain 
chaaNd maddham hai aasmaaN chup hai 

in bahaaroN ke saaye mein aajaa -2 
phir mohabbat javaaN rahe na rahe 
zindagi tere naamuraadoN par 
kal talak meharbaaN rahe na rahe 
chaaNd maddham hai aasmaaN chup hai 

roz ki tarah, aaj bhi taare 
subah ki gard mein na kho jaayen
aa tere Gham mein, jaagti aaNkhen 
kam-se-kam ek raat so jaayen 
chaaNd maddham hai aasmaaN chup hai


Hindi Song Title: Chaandni O Meri Chaandni
Hindi Movie/Album Name: CHANDNI
Singer(s): SRIDEVI, JOLLY MUKHERJEE



Hindi Lyrics:

j: o chaaNdani, tu meri chaaNdani
sh: ouch!
j: (rang bhare baadal pe tere nainoN ke kaajal pe 
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani) -2
sh: la la la la la..
j: chaaNdani, o meri chaaNdani

sh: hunh! naam likh diyaa
bin poochhe ye kaam kiyaa tumne mujhe badnaam kiyaa, aa aa aa

bin poochhe ye kaam kiyaa tumne mujhe badnaam kiyaa
khair chhoDo Darpok kahin ke

pyaar mujhe tum karte ho, (phir kis baat se Darte ho) -2
bolo bolo bolo na
j: dil pe likhi baatoN ko poNchh na de tu aaNchal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

sh: you fool j: kaun? main!
sh: yes.. yes yes yes j: kyuN?

sh: koi phool koi tohfaa tum kuchh bhi saath nahin laate
baDe vo ho, samjhaaooN tumhen, pyaar sikhaaooN tumhen 

apni mahboobaa se milne, (khaali haath nahin aate) -2
tumhen nahin pataa?
j: arrey-rey-rey-rey-rey-rey, aaj main bhool gayaa yaad rakhooNgaa ye kal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

sh: aley-ley-ley-ley-ley-ley, baDi masti kartaa hai re tu
mere shonaa, shonaa shonaa shonaa.., *Laughs*,
pakDo pakDo pakdo pakDo pakDo pakDo pakDo pakDo
aa.. aa hunh

j: chaaNdani, o meri chaaNdani

sh: arrey jaa jaa, chaaNdani chaaNdani kartaa hai

naam meraa dil par likhkar bas tumne baat banaa lee hai
haay tumhen kyaa pataa
maine to dil ke andar, (teri tasveer lagaa lee hai) -2
dikhaaooN? dekhoge?
j: arrey pyaar mein tu jeet gayee apne premi paagal se
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani

j: rang bhare baadal pe tere nainoN ke kaajal pe 
maine is dil pe likh diyaa teraa naam
chaaNdani, o meri chaaNdani
sh: la la la la..

(sh: chaaNdani, o main teri chaaNdani
j: chaaNdani, o meri chaaNdani) -2
sh: chaaNdani, o main teri chaaNdani


Hindi Song Title: Chaandni Roop Ki
Hindi Movie/Album Name: DUS (OLD)
Singer(s): SHANKAR MAHADEVAN



Hindi Lyrics:

chaandani ruup ki yaa kiran dhuup ki
suramai si ghataa yaa subah ki hawa
khwaab jaisi lagi tujhko kaisi lagi
vo meri dilruba dil mere tu bata

chaandani ruup ki yaa kiran dhuup ki
khushbuon ki lehar ke jawaan gulmohar
titliyon ki tarah umra se bekhabar
phuul banti kali kokilaa manchali
khwaab jaisi lagi tujhko kaisi lagi ....

chaandani ruup ki yaa kiran dhuup ki
ve maahiyaa ve chhad des na jaa
raagini raag ki shokhiyaan faag ki
meer ki tu gazal nazm thi daag ki
aasamaan ki pari yaa ke jaadugari
khwaab jaisi lagi tujhko kaisi lagi ....


Hindi Song Title: Chaand Phir Nikla
Hindi Movie/Album Name: PAYING GUEST
Singer(s): LATA MANGESHKAR



Hindi Lyrics:

(Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay) -2
Chaand phir nikla

(Yeh raat kehti hai woh din gaye tere
Yeh jaanta hai dil ke tum nahin mere) -2
Khadi hoon main phir bhi nigahein bichaye
Main kya karoon haay ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay
Chaand phir nikla

(Sulagte seene se dhuaan sa uthtaa hain
Lo ab chale aao ke dam ghuthta hain) 2
Jala gayi tan ko baharon ke saaye
Main kya karoon haay ke tum yaad aaye
Chaand phir nikla magar tum na aaye
Jala phir mera dil karoon kya main haay
Chaand phir nikla


Hindi Song Title: Chaand Aahe Bharega
Hindi Movie/Album Name: PHOOL BANE ANGAAREY
Singer(s): MUKESH



Hindi Lyrics:

chaand aahe bharegaa, fool dil thaam lenge
husn kee baat chalee to, sab teraa naam lenge

ayesaa cheharaa hain teraa, jaise roshan saweraa
jis jagah too nahee hain, us jagah hain andheraa
kaise fir chain tuz bin tere badanaam lenge

aankh naajook see kaliyaan, baat nisaree kee daliyaan
othh gangaa ke saahil  julf jannat kee galiyaan
teree khaatir farishten sar pen iljaam lenge


Hindi Song Title: Chaand Ko Kya Maloom
Hindi Movie/Album Name: LAL BANGLA
Singer(s): MUKESH



Hindi Lyrics:

chaand ko kyaa maaloom  chaahataa hain use koee chakor
wo bechaaraa door se dekhe, kare naa koee shor

door se dekhe aaur lalachaaye
pyaas najar kee badhatee jaaye
badalee kyaa jaane, hain paagal kisake man kaa mor

saath chale to saath nibhaanaa
mere saathee bhool naa jaanaa
maine tumhaare haath mein de dee apanee jeewan dor


Hindi Song Title: Chaand Sitare Phool Aur Khushboo
Hindi Movie/Album Name: KAHO NA PYAAR HAI
Singer(s): KUMAR SANU



Hindi Lyrics:

Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare Puraane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain
Arre Kaali Ghatayein Barkha Saawan 
O Kaali Ghatayein Barkha Saawan
Ye To Sab Afsane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain

Andaz Hai Uske Naye Naye, Hai Naya Naya Deewanapan
Andaz Hai Uske Naye Naye, Hai Naya Naya Deewanapan
Pehnane Taj Jawaani Ka Hanske Laut Gaya Bachpan
Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein
O Geet Ghazal Sab Kal Ki Baatein
Uske Naye Taraane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain

Hai Roop Mein Itna Saadapan, To Kitna Sundar Hoga Mann
Hai Roop Mein Itna Saadapan, To Kitna Sundar Hoga Mann
Bin Gahnein Aur Singaar Bina Vo To Lagti Hai Dulhan
Kaajal Bindiya Kangan Jhumke
O Kaajal Bindiya Kangan Jhumke
Ye To Guzare Zamane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain

Chaand Sitare Phool Aur Khushboo Ye To Saare Puraane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain
Arre Kali Ghatayein Barkha Saawan 
Ye To Sab Afsane Hain
Taaza Taaza Kali Khili Hai Hum Uske Deewne Hain.


Hindi Song Title: Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Hindi Movie/Album Name: DIL TO PAGAL HAI
Singer(s): LATA MANGESHKAR & UDIT NARAYAN



Hindi Lyrics:

Hey hey oh ho ho ho ho
Hmmm hmmm la la la la la
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Meri gali mere ghar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
la la la la la la la

Kya kahoon kya pata baat kya ho gayi
Dillagi ye mere saath kya ho gayi hai
Ek ishaara hai ye
Dil pukaara hai ye
Ek ishaara hai ye
Dil pukaara hai ye
Isse chura na nazar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey ah ha ha ha aa

Hai kaun kya khabar koi to hai magar
Sapnon mein hai kahin aata nahin nazar
Main yahaan vo vahaan
Aa rahi phir yahaan
Main yahaan vo vahaan
Aa rahi phir yahaan
Aawaaz ksiki magar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
la la la la la la la

Jispe hum mar mite usko pata bhi nahin
Oh ho jispe hum mar mite usko pata bhi nahin
Kya gila hum karein vo bewafa bhi nahin
Humne jo sun liya usne kaha bhi nahin
Kehde zara soch kar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey ah ha ha ha aa
la la la la la la la

Chaand ne kucch kaha raat ne kuchh suna
Tu bhi sun bekhabar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Aayi hai chaandni mujhse kehne yehi
Meri gali mere ghar pyaar kar
Oh ho ho pyaar kar
Hey hey la la la la la
Ho ho hmm hmm hmm hmm hmm

Pyaar kar 
Ho ho ho pyaar kar
Pyaar kar 
Ho ho ho pyaar kar


Hindi Song Title: Chaandi Ka Badan
Hindi Movie/Album Name: TAJ MAHAL
Singer(s): MOHD. RAFI, ASHA BHOSLE, MEENA KAPOOR, MANNA DEY



Hindi Lyrics:

ra, ma, cho: chaaNdi kaa badan sone ki nazar
us par ye nazaakat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
chaaNdi kaa badan sone ki nazar
us par ye nazaakat haay nazaakat lyaa kahiye
kis kis pe tumhaare jalvoN ne
toDi hai qayaamat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
chaaNdi kaa badan sone ki nazar
A: aa aa aa..
A, mee, cho: aa..
GhustaaKh zubaaN GhustaaKh nazar
ye rang-e-tabiyat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
aise bhi kahin is duniyaa mein
hoti hai muhabbat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
GhustaaKh zubaaN GhustaaKh nazar

ra: aa..
ra, ma, cho: aaNchal ki dhanak ke saaye mein
ye phool gulaabi chehroN, chehroN ke
ye phool gulaabi haa aa aa aa ye phool gulaabi chehroN ke
ye gul bhi hai gulshan bhi hai aur taaroN kaa jhurmaT bhi
ye phool gulaabi chehroN ke
ye phool gulaabi haay gulaabi chehroN ke
is vaqt hamaari nazroN mein
kyaa cheez hai jannat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
is vaqt hamaari nazroN mein
ra, ma: haa aa haa aa haa
ra: tumse nazren jo milin
deen-o-duniyaa se gaye
ik tamannaa ke sivaa
har tamannaa se gaye
mast aaNkhoN se jo pee
jaam-o-meenaa se gaye
zulf lahraayee jahaaN
ham bhi lahraa se gaye
ra, ma, cho: hooren milti hain kise
is ki parvaah se gaye
is ki parvaah se, parvaah se, parvaah se gaye
is vaqt hamaari nazroN mein
kyaa cheez hai jannat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
chaaNdi kaa badan sone ki nazar

A: aa aa aa..
A, mee, choo: yuN garm nigaahen mat Daalo
ye jism pighal bhi pighal bhi sakte hain
ye jism pighal bhi, aa aa aa aa
ye jism pighal bhi sakte hain
ye jism pighal bhi haay pighal bhi sakte hain
aadaab-e-nazaaraa bhoole ho
tum logoN ki vahshat kyaa kahiye 
eji kyaa kahiye
aadaab-e-nazaaraa bhoole ho
A: aa aa aa aa aa
tum hamen jeet sako
is kaa imkaan nahin
Khud ko badnaam karen
ham vo naadaaN nahin
mee: koi martaa hai mare
ham pe ehsaan nahin
un se kyuN baat karen
jin se pahchaan nahin
A, mee, cho: tum ko armaaN hai to hai
ham ko armaan nahin
ham ko armaan ke armaan ke armaan nahin
aadaab-e-nazaaraa bhoole ho -2
tum logoN ki vahshat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
ra, ma, cho: chaaNdi kaa badan sone ki nazar
A, mee, cho: din raat duhaayee dete hain
ye haal hai in deevaanoN kaa -2
A: ye haal hai in deevaanoN kaa
chorus: ye haal hai in deevaanoN kaa -4
A: jahaaN dekhi nayee soorat machal baiThe -2
haay yahi, yahi, yahi lenge
mee, cho: ye haal hai in deevaanoN kaa -2
ma: jin ki Khaatir Gham sahen aur ro-ro jaaN gavaaen
ra: haay ri qismat unhin ke mooNh se deevaane kahlaayen
ra, ma, cho: ke ab ( ye haal hai in deevaanoN kaa ) -2
A: aa aa.. aa aa haa
in aashiqoN ke haath hai, ai zindagi bavaal
in kaa karen Khayaal ke, apnaa karen Khayaal
har lab hai arz-e-shauq to, har aaNkh hai savaal -2
A, mee, cho: ye Gham se beqaraar hai, vo dard se nihaal
arey ye haal hai in deevaanoN kaa
ye haal hai in deevaanoN kaa
ra: aa.. meri neend gayee meraa chain gayaa
vo jo pahle thi taab-o-tabaan gayee
ma: yahi rang rahaa yahi Dhang rahaa
to ye jaan lo jaan ki jaan gayee
ra, ma, cho: ye haal hai in deevaanoN kaa -2
A: kisi ko Khud-Khushi kaa, shauq ho to, kyaa kare koi
ra: davaa-e-hijr de, beemaar ko, achchhaa kare koi
mee: koi bevajah sar phoDe to kyoN parvaah kare koi
ma: kisi majboor-e-Gham kaa haal kyoN aisaa kare koi
A: mazaa jab hai ki tum, tum taDpaa karo, taDpaa karo tum
dekhaa kare koi
ra: maren ham aur tum par, ke tum par Khoon kaa, Khoon kaa
daavaa daavaa kare koi ma: haaN
ra: daavaa kare koi ma: haaN aa aa aa
ra, ma, cho: ye haal hai in deevaanoN kaa -4
A, mee, cho: ye haal hai in deevaanoN kaa, deevaanoN kaa
jeete bhi nahin marte bhi nahin
bechaaroN ki haalat kyaa kahiye
eji kyaa kahiye
GhustaaKh zubaaN GhustaaKh nazar


Hindi Song Title: Chaand
Hindi Movie/Album Name: TERE NAAM
Singer(s): UDIT NARAYAN



Hindi Lyrics:

O O O O O O, O Ho Ho O Ho O

Tu Rutu Ru, Tu Rutu Ru

Taubaa Ye Saadagi, Chehre Pe Taazagi
Ye Baat Us Mein Kahaan 
Taubaa Ye Saadagi, Chehre Pe Taazagi
Ye Baat Us Mein Kahaan 
Us Chaand Kaa Muqaablaa Kyaa Hogaa, Is Chaand Ke Aage
Tu Rutu Ru, Tu Rutu Ru
Ye Saari Raat Jagaaye Hamen
Vo Bechaaraa Saari Raat Jaage
Tu Rutu Ru, Tu Rutu Ru
Taubaa Ye Saadagi, Chehre Pe Taazagi
Ye Baat Us Mein Kahaan 
Us Chaand Kaa Muqaablaa Kyaa Hogaa, Is Chaand Ke Aage

Tere Naam Zindagi
Tere Naam Zindagi
Ham Ye Sochte The Koi Aisaa Nahin
Jo Banaaye Yun Hamko Kabhi
Ham Ye Sochte The Koi Aisaa Nahin
Jo Banaaye Yun Hamko Kabhi
Lekin Ye Ho Gayaa, Paagal Dil Kho Gayaa
Aisaa Koi Bhi Na Yahaan
Us Chaand Kaa Muqaablaa Kyaa Hogaa, Is Chaand Ke Aage
Tu Rutu Ru, Tu Rutu Ru

O O O O O, La La La La 
O O O O O, La La La La 

Tere Naam Zindagi
Tere Naam Zindagi
Kyaa Hai Beqaraari, Kyaa Hai Deevaanagi
Koi Poochhe Zaraa Hamse, Kyaa Hai Aashiqi 
Kyaa Hai Beqaraari, Kyaa Hai Deevaanagi
Koi Poochhe Zaraa Hamse, Kyaa Hai Aashiqi
Har Pal Vo Paas Hai, Vo Sabse Khaas Hai
Aisaa Koi Doosraa Kaha
Us Chaand Kaa Muqaablaa Kyaa Hogaa, Is Chaand Ke Aage

Ye Saari Raat Jagaaye Hamen, Woh Begana Sari Raat Jage
Tu Rutu Ru, Tu Rutu Ru
Taubaa Ye Saadagi, Chehre Pe Taazagi
Ye Baat Us Mein Kahaan 
Taubaa Ye Saadagi, Chehre Pe Taazagi
Ye Baat Us Mein Kahaan
O O O O O O 
Tu Rutu Ru


Hindi Song Title: Chaand Ke Paas Jo Sitara Hain
Hindi Movie/Album Name: SWEEKAR KIYA MAINE
Singer(s): LATA MANGESHKAR, KISHORE KUMAR



Hindi Lyrics:

chaand ke paas jo sitaaraa hain, wo sitaaraa haseen lagataa hain
jab se tum ho meree nigaahon mein, har najaaraa haseen lagataa hain

jindagee do dilon kee chaahat hain, har khushee pyaar kee amaanat hain
pyaar ke paas jo sahaaraa hain, wo sahaaraa haseen lagataa hain

raat tanahaeeyon kee dushman hain, har safar humasafar se roshan hain
mauj ke paas jo kinaaraa hain, wo kinaaraa haseen lagataa hain

aaj kee raat hain muraadon kee, roshanee hain naye iraadon kee
shamaa ke paas jo sharaaraa hain, wo sharaaraa haseen lagataa hain


Hindi Song Title: Chaand saamne hai eid ka
Hindi Movie/Album Name: YE MOHABBAT HAI
Singer(s): SONU NIGAM & ALKA YAGNIK



Hindi Lyrics:

Oh ho..aaha ha…
Chaand saamne hai eid ka…tujhpe hai meri nazar
Ho…chaand saamne hai eid ka…tujhpe hai meri nazar
Jaanta hun main ye sanam, gustaakh hai meri nazar hoy… 
Chaand mubaarak chaand mubaarak, chaand mubaarak sab ko -2 
Sab ko, sab ko mubaarak chaand, tu meri eid ka chaand hoy oy oy 
Teri deed huwi meri eid huwi, mujhe ek nayi ummeed huwi 
Teri deed huwi meri eid huwi, mujhe ek nayi ummeed huwi 
Karun eid ka shukraana 
Oh eh…shukraana ji shukraana, meri baat samaj jaana
Oh… chaand saamne hai eid ka…tujhpe hai meri nazar
Ho… jaanta hun main ye sanam, gustaakh hai meri nazar hoy… 
        
Mohabbat hai, mohabbat hai, ye mohabbat hai, ye mohabbat hai 
Tum ko, tumse maanga…tumko rabse maanga 
Eh chaand mere tu sabse haseen, meri nazar lage na tujhko kahin 
Eh chaand mere tu sabse haseen, meri nazar lage na tujhko kahin 
Aankho mein sama jaana 
Zara aur qareeb aana…meri baat samaj jaana 
Oh… chaand saamne hai eid ka…tujhpe hai meri nazar 
Jaanta hun main ye sanam, gustaakh hai meri nazar 
        
Chaand mubaarak, chaand mubaarak, chaand mubaarak sab ko -4 
(aa…aa…aa…aa…)


Hindi Song Title: Chaand Taare Tod Laoon
Hindi Movie/Album Name: YES BOSS
Singer(s): ABHIJEET



Hindi Lyrics:

Jo Bhi Chaahoon Vo Main Paoon
Zindagi Mein Jeet Jaoon
Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya Par Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai

Chaand Taare Tod Laoon
Saari Duniya Par Main Chhaoon
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai

Yaar Tu Bhi Sun Zara Aarzoo Meri Hai Kya
Main Kya Ban Jaana Chaahta Hoon
Main Kahan Kharaab Hoon Main To Lajawaab Hoon
Main Ye Manvana Chaahta Hoon
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main Ban Jaoon Sabse Bada
Main Ban Jaoon Sabse Bada

Mere Peechhe Mere Aage
Haath Jode Duniya Bhaage
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai

Shaan Se Rahoon Sada Mujhpe Log Hon Fida
Haseenayein Bhi Dil Hon Khoti
Dil Ka Ye Kamal Khile Sone Ka Mahal Mile 
Barasne Lage Heerein Moti
Maan Ja Ay Khuda
Itni Si Hai Dua
Main Jyaada Nahin Maangta
Main Jyaada Nahin Maangta

Saari Daulat Saari Taakat
Saari Duniya Par Hukoomat
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai
Bas Itna Sa Khwaab Hai .


download hindi song, download free hindi song, download free hindi mp3 song, download free hindi song, download mp3 hindi song, download hindi song, download song hindi, download hindi free mp3 song, download hindi music song, download free hindi mp3 song, download hindi karaoke song, download hindi mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi lyrics music, hindi lyrics movie song, free hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi lyrics new song


www.indianfoodrecipes.net

Download free songs home page
 

  Copyright © 2001 - 2011 » www.joyeemukherjee.com