 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 |
 | |
 | | Download free hindi song by song name titleDownload hindi lyrics by song name title |
Hindi Song Title: Aankhon Mein Tum
Hindi Movie/Album Name:
HALF TICKET
Singer(s): KISHORE KUMAR,GEETA DUTT
|
Hindi Lyrics:
gii: aaNkhon mein tum
aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
ki: o.. o o o, (dil ko teri hi aarzoo) -2
dil ke shishe mein tu hi tu
teri aarzoo, dil mein hai tu, aa re eaa papapapa
hai teri aarzoo, dil mein hai tu, main na rahaa main, tu nahin tu
ulfat kar gai mantar chhoo-oo-oo-aauN
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: oo oo, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
gii: o.. o o o, (yuN samajh lo hai tumse pyaar) -2
ab to Khush ho jaan-e-bahaar
(tum se hai pyaar jaan-e-bahaar) -2
tum pe ye dil kar diyaa nisaar
milte milte mil gaye paar ho ki: aa aa aa
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: gi hi hi hi, kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
ki: ho.. ho ho ho, (ham zamaane se beKhabar) -2
ham kahaaN dil gayaa kidhar
kise hai Khabar dil hai kidhar, haay haay yaa ee o
kise hai Khabar dil hai kidhar, ulfat kaa lo dekho asar
ham aaNgan mein dil chhat par-r-r-aauN
gii: aaNkhon men tum, dil mein tum ho
tumhaari marzi maano ke na maano, arrey maano ke na maano
ki: kab se ye dil, dil tumhaaraa
ye raaz-e-dil tum jaano ke na jaano, arrey jaano ke na jaano
Hindi Song Title: Aankhon Mein Tumhari
Hindi Movie/Album Name:
HAASIL
Singer(s): SHAAN, SHWETA AND SHRADDHA PANDIT
|
Hindi Lyrics:
Ishq Ke Badle Jaldi Hai
Sehra Mein Leharsi Uthi Hai
Raat Ke Bujhte Taaron Ki
Aankhon Mein Zaher Si Dikhti Hai
Aankhon Mein Tumhari To Jahano Ka Nasha
Tum Jo Nahin To Kya Hai Jeena Ka Maza
Aankhon Mein Tumhari To Jahano Ka Nasha
Tum Jo Nahin To Kya Hai Jeena Ka Maza
Baahon Mein Na Tum Ho
Raahon Mein Na Tum Ho
To Jeena Bewaja
Aao Paas Aao
Yuh Na Sharmaao
Ay Mere Humnawaz
Aankhon Mein Tumhari To Jahano Ka Nasha
Tum Jo Nahin To Kya Hai Jeena Ka Maza
Jabse Tumhe Dekha Maine
Hai Sapne Jawan Jawan
Tumjo Nahin Kuch Na Kahin
Hai Tum Se Hi Yeh Jahan
Paas Mere Aaja
Ssason Mein Samaja Tu Khushboo Ki Tarah
Dil Mein To Humare
Yuh Na Ho Khuda Bhi Tumhari Hai Jagah
Tujhe Chaand Ka Hai Armaan Sahi
Haasil Karna Aasaan Nahin
Laakhon Taare Pehra Na De
Aisi Koi Rah Nahi
Pehli Nazar Mein Hi Sanam
Yeh Dil Tumne Leliya
Dekho Mujhe Bhole Sahi
Yeh Ehsaan Kardiya
Chandpe Hai Mana Hai Sitaron Ka Pehra
Magar Hum Chalenge
Loote Yeh Jahan Bhi
Loote Aasmaan Bhi
Na Tum Ko Chodenge
Aankhon Mein Tumhari To Jahano Ka Nasha
Tum Jo Nahin To Kya Hai Jeena Ka Maza
Aankhon Mein Tumhari To Jahano Ka Nasha
Tum Jo Nahin To Kya Hai Jeena Ka Maza
Baahon Mein Na Tum Ho
Raahon Mein Na Tum Ho
To Jeena Bewaja
Aao Paas Aao
Yuh Na Sharmaao
Ay Mere Humnawaz
Hindi Song Title: Aankhon Mein Tum Ho
Hindi Movie/Album Name:
AANKHON MEIN TUM HO
Singer(s): KUMAR SANU, ALKA YAGNIK
|
Hindi Lyrics:
--MALE--
Hey hey, hey hey, hey hey,
aahAah ha ha, mm hmm hmm
Rehte hai hum khoye khoye, gumsum - 2
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--FEMALE--
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum - 2
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--MALE--
Pehle yeh neend gayi, phir yeh qaraar
Na jaane kya jaayega ab ki baar
--FEMALE--
Mukh pe sajaaliya maine bhi kya
Bas ho gaye mere solah singaar
Kajraa na gajraa, na kumkum
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--MALE--
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--FEMALE--
Khamosh hai hum dono magar
Karne lagi baatein yeh nazar
--MALE--
Tumne kuch aise dekha idhar
Phir kya hua nahin mujhko khabar
Bas hosh mere ho gaye gum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
Seene mein dil, dhak dhak, dhum dhum
Kyoon ke aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--FEMALE--
Rehte hai hum khoye khoye, gumsum
Kyoon ki aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--MALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--FEMALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--MALE--
Haan, aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
--FEMALE--
Aankhon mein tum ho, aankhon mein tum
|
|
|
| Other downloads in this website: | | Free Directories & Dictionaries | Download Free Software & Games | | |
| download hindi song, download free hindi song, download free hindi mp3 song, download free hindi song, download mp3 hindi song, download hindi song, download song hindi, download hindi free mp3 song, download hindi music song, download free hindi mp3 song, download hindi karaoke song, download hindi mp3 song, hindi lyrics song, hindi lyrics, film hindi lyrics song, hindi lyrics old song, hindi lyrics music, hindi lyrics movie song, free hindi lyrics remix, film hindi lyrics, hindi lyrics pop, english hindi lyrics song, hindi lyrics new song |
|
|

 |
 |
 |